|
|
|
Saath na aaya |
Mere pyaar ko duniya mein koi samajh na paya,
Rote thay jab tanha koi mere saath na aaya,
Mita diya khud ko unke liye pyaar mein,
Aur wo kehte hai ki mujhe pyaar karna na aaya.
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Mere dil mein tha thikana unka |
Mere dil mein tha thikana unka,
Do kadam bhi unse aya na gaya…
Main ne pucha ke kyon toda wada mera?
Woh hass kar bole nibhaya na gaya…
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Aasuwo ko chipana pada |
Roshani se hame apne dil ko jalana pada,
Dard sahekar bhi hame muskurana pada,
Aap log sada haste rahe,
Iss liye hame aasuwo ko chhipana pada.
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Apnay pyaar per naaz hota hai |
Har dharkan mein ek raaz hota hai,
Baat ko batane ka ek andaaz hota hai,
Jab tak thokar na lage bewafai ki,
Har kisi ko apnay pyaar per naaz hota hai.
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Har mulakat ka anjam judai |
Zindgi jab bhi teri bahon mein lati hai hamein,
Yeh zaami chand se behtar nazar aati hai hamein,
Har mulakat ka anjam judai kyon hai,
Aab to har waqt yahi baat satati hai hamein.
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Humein inkar karna na aaya |
Hum ne chaha bhi to izhar karna na aaya
Kat gayi umar sari per humein pyar karna na aaya
Is ne mangi bhi to sirf judayi mangi
Aur humein inkar karna na aaya
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Uska pyaar pana |
Mushkil nahi hai ishq lagana,
Usse bhi aasan hai uska pyaar pana,
Phir bhi darte hai hum pyaar se,
Kyonki sab se mushkil hai usko bhual pana. |
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai |
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai,
Sapno ki duniya jarur rakhna dost,
Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai.
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
In hasti aakho ko rula gaya koi |
Phir chupke se yaad aa gaya koi,
In hasti aakho ko rula gaya koi,
Kaise shukriya aada karu uska,
Es nachis ko pyar karna sikha gaya koi…………. |
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Har kisi ki ek jaisi taqdir nahi hoti |
Har ayne ki kismat main tasvir nahi hoti,
Har kisi ki ek jaisi taqdir nahi hoti,
Aur bhi hai hum jaise badnasib duniya mein,
Jinke hatho mein mohabbat ki lakir nahi hoti!!!
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Rulakar chale gaye |
Sapno ki tarah aa kar chale gaye
Apno ko bhula kar chale gaye
Kis baat ki saza di aap ne humein
Pehle hasaya phir rulakar chale gaye
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|
|
Bina kafan ke jala deti hain |
Mat karo in hasino se pyar, ye mitti mein mila deti hain,
Ye itni bedard hoti hain ke bina kafan ke jala deti hain
|
Send Free SMS To Any Mobile In INDIA or broad
|
|
|