Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
Jis din aapko
apne hatho se banaya hoga,
Usne bhi bahaye honge
aansu,
Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela
paya hoga
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata
chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate
ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke, Ghar ja raha tha
ke achanak bijli, Chamki, Badal garje, Zor se barish(rain)
shuru hoi, Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,Paani ki har boond
mein woh aaye yaad bahut.Is suhaane mausam mein saath nahi
tha koi,Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.