|
|
|
Zuban khamosh, ankhon me nami hogi, |
Zuban khamosh, ankhon me nami hogi,
Yahi bas
ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har
zakham bhar jayega,
kaise bharegi wo jagah
jaha Teri kami hogi. |
|
|
|
Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai, |
Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai,
Msg
box bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal
hai,
Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka
sawaal hai. |
|
|
|
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Hamne |
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Hamne khud ko
khushnaseeb paya,
Tamanna thi ek pyare se dost ki,
Khuda khud dost bankar chala aaya. |
|
|
|
Yarab Yeh Zamana Qabil Nahin Hai Piyar Kay .. |
Yarab Yeh Zamana Qabil Nahin Hai Piyar Kay ..
Mera
Piyar Hee Meray Piyar Ka Qatil Nikla !! |
|
|
|
Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki |
Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki raahon me
palkein bichate rahe,
Unhone kabhi palat ke bhi na
dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe. |
|
|
|
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain, |
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain,
Vo aaj bhi
hume dekh kar muskurate hain,
Yeh to unke bachche hee
kaminey hain,
Jo Mama-Mama kehke bulaate hain. |
|
|
|
Unki tasveer ko seene se laga lete hain, iss |
Unki tasveer ko seene se laga lete hain, iss tarah judai ka
gham mitaa lete hain. Kisi tarah zikar ho jaye unka, to hass
kar bheegi palkein jhuka lete hain. |
|
|
|
Unka ashiyana dil mein basa rakha hai, |
Unka ashiyana dil mein basa rakha hai,
Unki yadon ko
seene se laga rakha hai,
Pata nahi yaad aate hain
wohi kyun,
Vaise dost to hamne auron ko bhi bana
rakha hai. |
|
|
|
Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne |
Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne
Ghalat
Batoon Pe Thora Thora Mara Hai Maa Ne
Abhi Tak
Wo Bachpane Ki Yadein Hain Baqi
Aur Wo Bachpane Ki
Batein Hain Baqi
Ke Jab Mein Ne Bola Tha Maa
Pehli Baar
Maa Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna |
|
|
|
Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gam nahi, |
Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gam nahi,
Par teri
ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi. |
|
|