|
|
|
Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi |
Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi
Kiya tha
jurm- e -wafa is k siwa kuch bhi nahi
Jeenay
ki arzo ma roz mar rahey han
Dawa teri muhabbat ka
siwa kuch bhi nahi
Khnchti ha appni taraf
gulshan ki rang- o- bu
Kashish phoolon ma k |
|
|
|
Youn to shikayat khud say roz kia kertay |
Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain,
Shaam
hotay hi khud ko rok lia kertay hain
Jaisay mujrim hay
bina jurm karay koi,
Aisa woh hum say sulook rawan
rakhtay hain,
Ho na jayai kahin un ka dedar
hamain,
Is liyay chehray ko chupa rakhtay hain, |
|
|
|
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi |
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard
tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai ke
tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, to koi
baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main chhupa ke
tumko
Woh ghar tumne chor diya hai to koi |
|
|
|
Ye aarazu hai k jab bhi gale lagaauun use |
Ye aarazu hai k jab bhi gale lagaauun use
hisaar-e-zaat se baahar nikaal laauun use
vo jal
raha thaa kari dhuup ki tamaazat mein
milaa jo ab to
ohrhaa duungaa apani chaa’onn usey
ye ishq bhi
hai ajab imtihaan-e-ahad- e-wafaa
wo aazamaaye mujhe
aur |
|
|
|
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai |
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai
Hamaray lab
jinhe chu le wo pathar bol utte
Raaz-e-hasti kuch nahi
aksar yehi dekha gia
Be-khabar hanste rahe aur
ba-khabar rote rahe
Me khanay ki tauheen hai rindo ki
hatak
Kam zarf ke haath me agar jaam di |
|
|
|
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, |
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai,
Yeh faslay
aur bhi barh jayain tou acha hai,
Tumhari chahatain
hum ko nahin hasil,
To ab ghair hi bun jayain tou acha
hai,
Hamari to umer guzri hai teri chahat main,
Tu is aag main na jalay to acha hai,
Barso |
|
|
|
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati |
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa
banaa k tamanna mitayee jaati hay,
Tarah tarah say
wafa aazmayee jaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka
aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee
jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain n |
|
|
|
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
Har Ek |
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
Har Ek Kam Hum Ne
Khuda Pe Chor Diya
Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula
Deta
Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya
Us
Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe
Cheragh Hum Ne
Jala Kar Hawa Pe Chor Diya
Us Se Baat Bhi Ka |
|
|
|
Sab se chupa kar dard jo woh muskura |
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya…
us ki
hansi ne to aaj mujhe rula diya….
lehje se uth
raha tha har ik dard ka dhuaan…
chehra bata raha
tha k kuch ganwa diya…
aawaz mein thayrao tha
aankhoon mein nami thi…
or keh raha tha k mein
ne |
|
|
|
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai |
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai
Is Jahan Mein
kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai
Guzar rahi hai
zindagi Imtehan ke daur se
Ek khatam Hua Toh Dusra
Tayar Mila Hai
Mere Damaan ko khushiyo ka nahi
Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai |
|
|